Wednesday, December 10, 2008

Bhakti & Gyan

kisi ko milta maja bhakti mai hai ,kisi ko milta maja dhyaan mai .
koi khush hai Sakar Bramha ko dekhkar or ,koi mast hai nirakar bramh mai khokar .
kisi ka karm hi pooja hai or karm hi bhagvaan hai ,kisi ko sab mai najar ataa ram hi or ram hai .
Manjil sabki 1 hi hai bas raste alag alag hai ,akhir sabko pahuchna 1 din Allah ke dhaam hai .

Jai Shri Ram..

1 comment:

Truth Eternal said...

what a fantastic view.....